Ab yu wqat guzaar ne ka wqat nhi hai
Chodo jaane do, ab kisi ko samjhane ka wqat nhi hai
Wahan uss orr shaam dhal rahi hai ,
Ab yu baith kar raste bujhane ka wqat nahi hai . . .
Ab ke tum kisi ko doosh na de paoge,
Kyun ki ab ke gire to, fir sambhal na paoge
Ab yu jhoot mooth muskurana baimani hoga,
fir yu kisi ki nazaro me dekh kar,
dil ko samjhana baimani hoga. . .
Wo(god) hishab ka pakka hai, to behtar rahega
yu fizul safai dena chod do,
Ab or koi bahana banane ka wqat nhi hai. . .
Kya khooj rahe ho tum , kya sannjho rahe ho
Shayad khaali haath aaye the tum, to fir kis ke liye ,
Damann me khushiyan zayada or gamm kam batoor rahe ho. . .
Wahan uss orr shaam dhar rahi hai
ab orr intazaar karne ka wqat nhi hai
rehne do - rehne do uss aanchal ko wahi par,
ab orr izzatt kamane ka wqat nhi hai. . .
Kya soch rahe ho, kya chupa rahe ho
Shayad jaan kar bhi sab,
ab yu annjan banna baimani hoga. . .
Wahan uss orr shaam dhal rahi hai
Ab or koi GEET dill se lagane ka wqat nhi hai
AB YU WQAT GUZZAR NE KA WQAT NAHI HAI . . .